Wednesday, June 23, 2010

khushboo hai ka jhonka hai ka saya ha ka tum ho


khushboo hai ka jhonka hai ka saya hai k tum ho
palkoon pay koi khawab sajaya hai k tum ho

tanhai ka tapty hoy sahraa ko kasi na
chupkay say kasi na samandur main utara hai k tum ho

aik dard ka barta hoa daria ha ka main hoon
thari hoi aik chasham tamasha hai k tum ho

is shor qitamat main kahan tumhain pukarain
main hon ka koi tujh sa hay,tum sa hai ya tum ho

darya ha ka qatra ha ka tinka ha ka main hoon
hallat ka bahta hoa dhara hai k tum ho

girti hoi diyar ka siya ha ka main hoon
taqdeer kibanhoo ka saya hai k tum ho

aajao ka jagi hoi ankhain bhi ya sochain
hum na tumhain khawboon main bulaya hai k tum ho

No comments:

Popular Posts